Bahut sharminda hoon Main is zindagi se..
Ae-khuda Diya tha Tune ek mauka..
Magar Duniya main kiya Karna tha..
... aur kiya kar raha hoon main..
Apni khushi ke liye na Jaane kis kis Raaste par..
Chla hoon main..
Aesi kasmkas ho gyi hai meri zindagi..
HAR taqleef se tanha hi lad raha hoon main..
Maine Sabko apna Samjha..
Shayad isiliye tahna reh gaya hoon main..
Aur Hn..
Maut se keh do mujhe darana chor de..
Kyun ki Marne ke liye Hi ab zee raha hoon main..As- As.sheikh
28 SEP 2019 AT 12:08