Shabnam hain ki dhoka hain ki jharna hain ki tum ho
dil mein koi naya tamasha hain ki tum ho
ak lafz mein bhatka hua shayer hain ki main huu
ek gazab ka sher hain ki tum go
darwaza bhi jaise meri dhaadkan se juuda hain
dastak hi batati hain paraya hain ki tum ho
ak dhuup se uljha hua saaya hain ki main hu
ak shaam ke hone ka bharosa hain ki tum ho
main huu bhi to lagta hain ki jaise main nahi hu
tum ho bhi nahi aur yea lagta hain ki tum ho- Superman
21 MAY 2019 AT 21:31