Meri zindagi mein kuch kaminey log hai,
Waise toh har waqt galiya martey hai,
Par muskil ghadi mein humesh saath nibatey hai....
Chahe mujhse milo dur rehtey hai,
Aankho mein aansu aatey hi daude chale aatey hai....
Subah ki chai bhi kabhi woh maza nahi de pati,
Jyo inke saath daaru ke har peg mein aata hai....
Mere ghar walon ke liye iss duniya ke sabse bada nalayak nikamme yahi hai,
Par meri mano toh yeh kaminey dost hi meri duniya hai....
-