1 OCT 2018 AT 19:25

Unhe kamyabi mein sukun nazar aya toh woh daudte gaye
Hamein sukun mein kamyabi dikhi toh hum thehar gaye..!
Khwahisho k bojh mein bashar..
tu kya kya kar raha hai..
Itna toh jeena bhi nahi jitna tu mar raha hai...

-