Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
-- Mirza Ghalib
Masjid khuda ka ghar hai, peene ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
-- Allama Iqbal
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
-- Ahmad Faraz
Ye kam hai hamara sabko batana ke khuda ek hai..
Aur iske siwa koi ibaadat ke layak nahi..-
1 AUG 2018 AT 22:04