Main bimar hu aaj..
Haan thoda hi sahi magar bimar toh hoon main aaj..
Shayad kuch hi pal bache hain zindagi ke ab tujh bin...
Jo in saanso ne bhi yun bagawat si kardi hai...
Main bimar hu aaj..
Haan thoda hi sahi magar bimar toh hoon main aaj...
Shayad is dil ne bhi ab sabar chodh diya hai tum bin..
Jo in dhadhkano ne ladkhadane ki koshish ki hai aaj..
Main bimar hu aaj..
Haan thoda hi sahi magar bimar toh hoon main aaj...
Shayad ishq ke mukam pe apno se hi jhagad kar thak sa gaya hu main..
Jo in hathelio se ab khoon rukta hi nahi...
Main bimar hu aaj..
Haan thoda hi sahi magar bimar toh hoon main aaj...
Shayad ab ye jaam bhi teri kami poori na kar sakega..
Jo in mehkhaano mein bhi teri kami mehsoos hone si lagi hai..
Main bimar hu aaj..
Haan thoda hi sahi magar bimar toh hoon main aaj...
Shayad tera deedar kiye bagair hi tujhse door ho jaunga main..
Jo teri nafrat ne meri mahobbat ko tod diya hai aaj..
Main bimar hu aaj..
Haan thoda hi sahi magar bimar toh hoon main aaj...
Aur meri dawa tu hai..!- Anubhav
17 JUL 2018 AT 5:34