6 AUG 2018 AT 19:37

Kya hua jo tuta ye sapna jo tera
Kya hua jo ajj koi apna na tera

Tujhme na koi kami he
Bas ye tera waqt nahi he

Koshishe na tu kabhi kam kar
Waqt tera bhi ayega bas rakh sabar
Hoga ek din tu is jahan ke sikhar par
duniya bhi tujhe bana legi apna hamsafar

-