15 JUN 2017 AT 14:27

Ye jo zindagi ki kitaab hai,
Ye kitaab bhi kya kitaab hai,
Kahin ek has in sa khwaab hai,
Kahi jaanleva ajaab hai,
Kahi kho diya, kahi paa liya,
Kahi ro liya, kahi gaa liya,
Kahi cheen Leti hai har Khushi,
Kahi mehrbaan behisaab hai,
Ye jo zindagi ki kitaab hai,
Ye kitaab bhi kya kitaab hai..

- Ankur