2 DEC 2022 AT 11:10

Tum kaam aisa kar jana
Ki zamana tumhara naam le

Misaal aisi banaa jana
Ki duniya tumhara kaam le

Pehchaan aisi ho tumhari
Ki har koi tumhe yaad kare

Tum fateh duniya ko kar jana
Ki har koi tere saath chale

- Ankit