11 DEC 2021 AT 0:17

Khubsurat tha wo sapna jo tumne dikhaya tha,
Sb kuch hai apna bas yehi bataya tha,
Khud ki khushi ke liye mujhe bada sataya tha,
Bhar gaya jb jee to kya khoob rulaya tha.

- Anjali kumari prasad