Wafa mohabbat ehteram ki batein aap toh na kije
Mere dil-e-barbad ka jee bhar ke maza lije
Abhi zinda hu mere hal per taras na khaye aap
Fareb dhoka bewafai ho gya are koi naya gunaah kije-
Ghazals lover тЭдя╕П
Humsafar тЭдя╕П
Hasrat-e-Deedar ek darr se khof khata hai
Tum kisi aur ki ho yeh khayaal roz aata hai
Aur khwahishe kis ki mukammal hui yha
Woh koun hai jo is duniya me har shaks ko pata hai
Mohabatt kamyaab ho har bar yeh zaroori nhi
Zindagi ka maza baz dafa haar me bhi aata hai
Aur kyun hi jaane kisi ki tanhaiyo ka sabab
Hume maza to bas hujum-e-yaar me hi ata hai-
Dhandha dharm ka hai
Numaish toh sare-e-bazaar hogi
Kharidar beshumar hai
Insaniyat roz zaar zaar hogi-
рддреБрдо рдореЗрд░реЗ рджрд░реНрдж рдП рдЧрд╝рдо рдХрд╛ рд╣рд┐рд╕рд╛рдм рд▓рд┐рдЦ рджреЛ
рдЕрдВрдзреЗрд░реЛ рд╕реЗ рдЬреАрддреЗ рдпрд╣ рдорд╛рдпреВрд╕ рдЦрд╝рд┐рддрд╛рдм рд▓рд┐рдЦ рджреЛ
рдореЗрд░реА рджрд╛рд╕реНрддрд╛рди рдП реЫрд┐рдиреНрджрдЧреА рдмрд╣реБрдд рд▓рдореНрдмреА рдирд╣реА рд╣реИ
рдореБрдордХрд┐рди рд╣реЛ рддреЛ рдХреБрдЫ рдкрдиреНрдиреЗ рдирд╣реА рдкреВрд░реА рдХрд┐рддрд╛рдм рд▓рд┐рдЦ рджреЛ-
Ya to tum ya koi nhi bas itni si baat hai
Ya to tum ya koi nhi bas itni si baat hai
Maine khubsurat is jahaan me tumhare jaisa nhi dekha hai
Kisi ka daman khushboo ke sath mere itne kareeb nhi mehka hai
Meri har khwahish ab sirf tumhare sath hai
Ya to tum ya koi nhi bas itni si bat hai
Jaise tumhe cha ha yeh ab mumkin nhi kisi aur ko chahu
Kisi aur ko itni hasrat ke sath shayad yun na dekh paun
Bina tumhare yeh din din nhi sirf kali raat hai
Ya to tum ya koi nhi bas itni si baat hai
Mushqil hoga ab ke tumhare aage kisi aur ko dekhu
Yeh dil ka panna ishq ki hawa me fir ek bar lehrake fenku
Ab meri kismat khuda ke nhi tumhare hath hai
Ya to tum ya koi nhi bas itni si bat hai-
Yeh bazaar hai siyasat ka
Yha koi kisi ki sharam nhi karta
Tum aas lagaye baithe ho humdardi ki
Yha koi murde per bhi reham nhi karta-
Tumhare ek faisle se meri kamyaabi ka anjaam kuch yun hua
Maine khud ko barbad kiya aur is mehfil-e-duniya se door hua ЁЯТФ-
Bahut muddat ke baad aaj tujh per taras aya hai
Teri tasveer ko dekh aaj tere naam ko bhi dohraya hai-
Ab tere is malal se kuch hasil na hoga
Tu acha hoga mana, Per mere kabil na hoga.
-
рд╣реЛрдЧреА рдЬрдм рд╕реБрдмрд╣ рдлрд┐рд░ рдПрдХ рдирдпрд╛ рджреМрд░ рдЖрдПрдЧрд╛
рджрдмреА рдХреБрдЪрд▓реА рдЖрд╡рд╛рдЬрд╝реЛрдВ рдХрд╛ рдлрд┐рд░ рдПрдХ рд╢реЛрд░ рдЖрдПрдЧрд╛
рдорд╛рд░реЗ рдирд╣реА рд╣реИ рдЕрднреА рдмрд╕ рдпрд╣ рд╕рдм рдЦрд╝рд╛рдореЛрд╢ рд╣реИ
рдмрд╣реБрдд рдЬрд▓реНрдж рдЗрдирдХреА рд╣рд┐рдореНрдордд рдореЗрдВ рдПрдХ рдирдпрд╛ рдЬрд╝реЛрд░ рдЖрдПрдЧрд╛-