That
Never trust or love anyone blindly-
Have a nice name π... read more
Seeing you sooo happy but not with me with someone else whom you like
-
Expecting a crow to sing a soft song but still ..... I hope that one day you will come
my heart feels like this-
When I used to think that you're made only for me ....but now I realised I was wrong π
-
Someday you'll realise that it wasn't you it was me who caused breakup π«π«π₯π₯
-
Maine dost Aise bhi dekhe hain
Jo tumhari baate sun kar dusron KO bataye
Maine dost Aise bhi dekhe hain
Jo best friend forever bol kar use kuch mahino ka banate hain
Maine dost Aise bhi dekhe hain
Jo Tumhare gale to bare pyaar se lagenge
Aur gale lagakar peeche se vaar karte hain
Maine dost Aise bhi dekhe hain
Jo roz to Tumhare sath rahenge
Roz to Tumhare sath rahenge phir bhi Tumhare sage n honge
Maine dost Aise bhi dekhe hain
Jo tumhari khushi me Khush to bahot honge
Lekin Tumhare vaha se jaate hi jal kar raakh ho jayenge
Maine dost Aise bhi dekhe hain
Unko jab hoga koi kaam to denge tumhe bhai behno jaise naam aur karva lenge apna kaam
Par jab tumhe hoga koi kaam to gutter me jaye Ye pyaar bhare naam
Humse na ho payega Ye kaam kehkar tumse kat lenge
Maine dost Aise bhi dekhe hain
Ha Maine dost Aise bhi dekhe hain-
Log badal jaate hain
Naye dost naye mahol nayi cheezon me vo dhal jaate hain
Log badal jaate hain
Alag vakt Alag Manzil Alag rah par vo Chal jaate hain
Log badal jaate hain
Kabhi dard ka bhi matlab Kabhi lalach ki vo Mar khate hain
Log badal jaate hain
Udaas na hona tum nahi rona tum kyunki us badlav KO baad me vo khud hi nahi pahchan paate hain
Log badal jaate hain
-
Manzilen bhi uski thi Rasta bhi uska tha
Saath saath chalne ka phaisla bhi uska tha
Aaj main akeli hun to dil Ye sawal karte hai
Log to uske the kya khuda bhi uska tha-
College ki kantine me kuch noticeable lagne ke liye tum gandi gandi galiyan Deti ho aur ye Soch rakhti ho ki log tumhe cool samjhenge aur tumhe pasand karenge
To Mai hasti hu tumhari aisi Soch par
Aadhi Raat KO haath me scigret lekar kisi larke se lighter maang kar agar tum Ye Soch rakhti ho ki vo tumhe achi nazar se dekhenge aur tumhe sabhyata ka swarup manenge
To Mai hasti hu tumhari aisi Soch par
Tum sharab ke nashe me dhut pure shahar bhar me ghumo aur phir jab ghar aao aur Tumhare papa ya mummy tumse puche ki Ye kya harkate sikh gayi ho tum aur tum Unhe jwab do it's trend dad/mom and you think that your parent will be proud of you after that
To Mai hasti hu tumhari aisi Soch par
I'm not against women they can do what they want to do but apni galat adaton aur harkaton ke baad bhi vo aisi Soch rakhti ho ki sab tumhe respect denge
To Mai hasti hu tumhari aisi Soch par
To Mai hasti hu tumhari aisi Soch par-