30 JUN 2023 AT 18:14

Gham ke sagar me kabhi dub na jana
Raho pe chalkar manjil na pao to tut na jana..!
Zindagi mein agar Khushi ki kami mehsus ho
Ek dost abhi hai yeh bhul na jana..!

- Anamali(_ankahi__lafz)