19 DEC 2022 AT 21:21

Apni zindagi main
aise Doston ko shamil kiya karo,
Jo kabhi aayina ho or
Kabhi woh saaya ho,
Qki aayina jhoot nahi bolta Or
saya kabhi saath
Nahi chorta.

- Anamali(_ankahi__lafz)