17 APR 2018 AT 0:25

Kaun Kiska Kitna Hai
Ye To Khair Waqt Batayega,
Abhi Beshak Kuch Samajh Na Aaye,
Magar Aane Wala Waqt
Sab Samjhayega.

- Tahseen Anam