Hum to yuhi baat karte karte
Apni manzile zahir kar gaye
Hum to yuhi baat karte karte
Apni manzile zahir kar gaye
Kya pta kabhi pori ho na ho
Is anjani ankahi safar mein
Jiska naam zindagi hai
Phir mulakat ho na ho
Guzaarte chale jayenge yuhi in lamho ko isi khwahish mein
Guzaarte chale jayenge yuhi in lamho ko isi khwahish mein
Ki is kahani k dor, isi adhyaay mein
Hum phir milenge kabhi aap se.- Amit
8 OCT 2022 AT 0:50