6 MAR 2022 AT 1:10

Kisi ne mujhse pucha kaun hu main?
Ek acha insan ya galat insan!
Teri bato se samajh nahi pate hum.
Maine kaha main bura hu ya nahi mujhe nahi pata, bas maine kisi ke dard me khushi manana aur kisi ko gira kar hak mar kar upar uthna nahi sikha ...

- SD Quotes