2 OCT 2018 AT 10:40

Tumhe yaad Rakhunga
Tumhare sath guzare ek ek lamha yaad rakhunga
Sath baith ke chai pina
Masti karna movie dekhna hotel me baith ke Biryani khana
Tumhari Hasi gussa pagalpan
Tumhara pyar Mai zindagi bhar yaad Rakhunga

-