Sare Rah lash Ke 2 Tukde pade the
Sar Idhar Pada tha dhad Udhar pada tha taza Khoon Jo Us lash Se Beh raha tha Zameen ka Wo hissa Us khoon Se tar pada tha Puchha Kisi Ne Kon Badbkhat hai Ye Konsa Juram Kar Pada tha Qatil pass khada tha kha Ishq hun Mai Ye Mujh Se lad pada tha
- Nadan 🙂 Parinda 💔
4 FEB 2019 AT 23:09