25 APR 2019 AT 16:39

Meri Zindagi
Ek band Kitab hai,
Jise Aaj Tak
Kisi Ne khola Nahi,
Jisne khola
usne padha Nahi,
Jisne Padha
usne Samjha Nahi,
aur jo samajh sakha
Wo Mila Nahi...

-