1 MAY 2021 AT 16:49

Kon kehta hai mene likhna chhod diya hai,
Kya mene tere bare m sochna chhod diya hai...?
Fakat ab to sb meri tbiyat m tera hi zikr krte hai,
or btao miya kya usne jhumka pehnna chhod diya hai..

- Acharya Abhinandan