Insaan akalmand itna k har tadbeerein kare
Aur Naadan itna k apne kiye tadbeeron pe hi sabar na karsake-
Homeopath by profession, Wr... read more
Kitna nadaan hai tu aye insaan
Maazi mein jeekar
Maazi ko be intehaan sochkar
Phir bhi maazi se koi sabak nai leta
Aur gile shikwe apne haal se karta hai-
Khud k khayaalon mein ulajh kar pareshaan rehte ho
Jitne jawab dhundhte utne sawaalon mein khud ko ghira paate ho
Ye falsafa hai na samajhne ka naa samjhane ka
Zindagi hai janab jeena seekho isey kyun marne se pehle mar jaana chahte ho
-
Just because you donโt like a thing
Doesnโt mean it has to be disliked by everyone-
Assalamualaikum
May the blessings of Allah protect and guide you during the Holy month of Ramadan.
Wishing you health, wealth and happiness.
May Allah accept your prayers and good deeds and forgive your transgressions and sins.
As the holy month of Ramadan begins, may Allah bless you with peace and grace.
In the holy month of Ramadan, may your heart be filled with harmony and joy
Ramadan Mubarak ๐-
Khamoshi se hun main behad mutaasir
Ye woh bhi bayaan karti hai jinko lafz kehne se hote hain qaasir-
You give too much of yourself to people who don't even deserve it at first,
When the right people arrive you are emotionally emptied to give.-
Kabhi socha hai k aksar galti se zyada sazaa maafi maangni ki milti hai
-
Ek ek tehzeeb ko apne haathon se karr
Khatam
Phir kehte hain zamaana kharab hai-