Ye to ik rasm e Jahan hai jo ada hoti hai...
Warna Sooraj ki kahan saal-girah Hoti hai
Saal-Girah Mubarak Azeezam Anas Rahmani
Khuda behtar sehat ke saath bepanah khushiyan, bahot saari kaamyabiyan, soch ki bulandi, nafs ki paakeezgi, umr me barkat ke Sath ek behtar or sunahri Zindagi ata farmaye
Jahan raho, khush raho, aabad raho, khoob khoob taraqqi karo...
Happy Birthday Dear- Rahmani Writes
1 JUN 2019 AT 0:03