Kabhi Thehar Gaye
Toh Samajh Lena
Yeh Kahaani bhi humari thi aur yeh zindagi bhi-
Aakriti Kumari
(✨Aakriti✨)
100 Followers · 32 Following
✨✨
Joined 10 April 2020
6 DEC 2024 AT 18:08
28 NOV 2024 AT 22:19
Har haseen modh par ek guftgu hogi
Tum saath hoge zindagi bahut haseen hogi-
25 NOV 2024 AT 2:06
Kya woh waqt ki saajish thi
Jisme har pal sukoon tha
Lamhe jo humne jee liye
Par phir bhi waqt bahut kam tha
Sahi aur galat se pare
Ek shaam jo shaant thi
Kya waqt tha Kya lamha tha
Bas khamoshi heen uski aawaz thi
Woh kahaani ka aakhari panna tha
Jisme har pal ek sach tha
Hum jee toh rahe the
Phir bhi sukoon har pal tha
-
20 OCT 2024 AT 22:16
Yun andhero me jo roshni mil gayi ho
Tum aaye jaise mujhe ek nayi zindagi mil gayi ho
❤️❤️-
20 OCT 2024 AT 14:01
Ab toh is taalash ka mila koi sila nahi
Abhi na jao chodhkar dil abhi bhara nahi-
20 OCT 2024 AT 1:00
Something is breaking
Something is lost
But something remains constant
Some hands are meant to be held forever-