Main Nahi Janta ki Uski Life mai meri Kya importance hai But i hope ki Jab mai maru to uski Aankhon mai aansu ho Aur wo kahe utho na Pglu mazak mat kro
Khana to sab khate hai pani bhi sab pite hai But rasoi ki garmi me mehnat krta ek insaan hai Jo bina apni parwah kia sabka pet bhrta rhta hai Khud ke liye khana bache ya na bache rasoi me But sabko pet bhar ke khna wo khilata rheta hai Krte nhi parwah unki kyuki hume bs khna hota hai Khana acha to thik na ho 10 bate sunate hai hum Wo ek Maa hi hai jo sb sunkr bhi mtlb bas apne baccho ko pet bhrkr khana khilane se hota hai