हमारी बुराइया करके जिन को चैन सुकून और करार आता हैवो जी लीजिये सुकून से आखिर तमाशा किये बिना आपको चैन कहा आता है..... -
हमारी बुराइया करके जिन को चैन सुकून और करार आता हैवो जी लीजिये सुकून से आखिर तमाशा किये बिना आपको चैन कहा आता है.....
-
Hamari buraiya karke jin ko chain sukoon aur karaar aata haiWo jee lijiye sukoon se aakhir tamasha kiye Bina apko chain kaha aata hai -
Hamari buraiya karke jin ko chain sukoon aur karaar aata haiWo jee lijiye sukoon se aakhir tamasha kiye Bina apko chain kaha aata hai
Wo ladd jaata hai galat logo ke liye Aur Mai sahi ho ke Haar jaati hu bus uski khatir -
Wo ladd jaata hai galat logo ke liye Aur Mai sahi ho ke Haar jaati hu bus uski khatir
Her rishte ki asliyat samne aajati hai Aap Zara kamiyab dikhiye toh apke apno ki asliyat samne aajati hai -
Her rishte ki asliyat samne aajati hai Aap Zara kamiyab dikhiye toh apke apno ki asliyat samne aajati hai
Aayi bimari toh ehsaas hota haiKi aapki Sehat ka her ek lamha Naimat - e - Khaas hota hai...... -
Aayi bimari toh ehsaas hota haiKi aapki Sehat ka her ek lamha Naimat - e - Khaas hota hai......
Tumhe muskurata dekh Mai muskurane lagta huYe Mohabbat Kam hai kya ! -
Tumhe muskurata dekh Mai muskurane lagta huYe Mohabbat Kam hai kya !
Teri her khataa maaf hai mere mehboob Tujhse Ishq itna ki Teri her khataa pe mai khud qurbaan hu -
Teri her khataa maaf hai mere mehboob Tujhse Ishq itna ki Teri her khataa pe mai khud qurbaan hu
Tu ye toh maanta hai ki Rabb ki Marzi ke bagair ek patta bhi nahi Hilta Fir isse kyu inkaar hai ki Jaha hai tu wo uski Marzi ke bagair hai Kuch toh behtar likha hai Zindagi me warna toh Rizq ka ek Katra bhi waha mayassar na hota -
Tu ye toh maanta hai ki Rabb ki Marzi ke bagair ek patta bhi nahi Hilta Fir isse kyu inkaar hai ki Jaha hai tu wo uski Marzi ke bagair hai Kuch toh behtar likha hai Zindagi me warna toh Rizq ka ek Katra bhi waha mayassar na hota
Kahi koi zameen me jagah Bane jaha mere khayalo ka sheher base Na zameen me ho jagah toh tere bus Dil me mere khayalo ka sheher base -
Kahi koi zameen me jagah Bane jaha mere khayalo ka sheher base Na zameen me ho jagah toh tere bus Dil me mere khayalo ka sheher base
Dekhte hi mujhko fayda talaash karte hai Matlab ki duniya me sab Rishto me fayda talaash karte hai Aaj Karu Inka matlab pura toh kal aur koi fayda talaash hai Dil ikhlaq ye sab ab dur ki baat hai ab duniya me bus sab fayda talaash karte hai Matlab ki duniya me sab Rishto me fayda talaash karte hai -
Dekhte hi mujhko fayda talaash karte hai Matlab ki duniya me sab Rishto me fayda talaash karte hai Aaj Karu Inka matlab pura toh kal aur koi fayda talaash hai Dil ikhlaq ye sab ab dur ki baat hai ab duniya me bus sab fayda talaash karte hai Matlab ki duniya me sab Rishto me fayda talaash karte hai