Mann karta hai kehdu tumhe, Kya mera mann karta hai... Tumhari aakhon ki gehraiyon mein doobne ko mann karta hai, Tumhari muskaan ke liye duniya se lad jaane ko mann karta hai, Tumhari baato mein kho jaane ko mann karta hai, Tumhare ishq mein barbad ho jane ko mann karta hai. Ha... mann karta hai,mera bohot mann karta hai!