Shamim Akhtar   (Shamim Akhtar)
56 Followers · 27 Following

read more
Joined 15 March 2019


read more
Joined 15 March 2019
3 DEC 2023 AT 3:34

Wo yaadein bhi, Adhuri si hain...!
Jab hum dono saath hua karte tha....!

-


3 DEC 2023 AT 3:29

Log aksar mujhe muskurate hua dekhte hain....!
Logo ko lagta hain mujhe takleef nahi hoti hain...!
Andhre se pucho, jisne mujhe rote hua dekha hai...!
Rone ke bad Muskurahat ko labo pe sajana aashan nahi hoti....!!

-


20 DEC 2022 AT 0:45

Samaal rakha hain
Sawaal saare...
Apni kahaniyon mein...
Jawaab mein bas
Kahaniyan he reh gai hain...

-


16 OCT 2022 AT 0:19



Meri pareshaniyo ki wajah koi puchta nahi...
Har bar meri galtiya bata ke mujhse door ho jate hain...

-


16 JUL 2022 AT 13:29

Sunna hain waqt nahi hain....
Tumhara pass mujhse baatein karne ki.....
Kaho toh waqt bhej du tumhare liye...

-


16 JUL 2022 AT 0:13

Mana bohot si khamiya hain mujhe mein bhi
Har bar galtiya meri toh nahi hoti hain....

-


15 JUL 2022 AT 23:46

Aaj yakeen ho gaya
Uski baaton pe
Jisne chora tha mujhe
Keh ke ki tum layak nahi ho kisi ke bhi.

-


15 JUL 2022 AT 22:39

Humne usse chaha tha deewanao ki tarah
Usne galtiya gina diya
Bewafa keh ke

-


15 JUL 2022 AT 22:18

Galtiya khud he Nazar aa jaati hain....
Maan jab door jaane ka ho....

-


15 JUL 2022 AT 9:24

Uski Chahatein thi jo HAASA deti thi....
Warna ander se TOOTTE hum bhi tha..

-


Fetching Shamim Akhtar Quotes