Sandeepp Rainaa   (#JourneyToNothingness)
64 Followers · 15 Following

read more
Joined 6 December 2018


read more
Joined 6 December 2018
28 MAY 2022 AT 11:24

चाय

फिर शुरुआत करते हैं, मन की बात करते हैं,
सुबह का या शाम का इंतजाम करते हैं

कुछ नए पुराने किस्सों को याद करते है
तुम हमें, हम तुम्हे, हमराज करते है

चाय की चुस्कियों से आगाज करते हैं
मन की बात करते,फिर शुरूआत करते हैं

-


19 MAR 2022 AT 9:40

refugee

Kabhi dava aur kabhi dua ka sahara do
Dard pe bhi zara sa aur muskara do
Zakhm jo ab nasur ban gaye hain
Unhe tazi hawa ek bar aur lag jane do

Sone ka jo sirf dikhawa karte hain
Unhe jagaane ki ek koshish aur kar lene do
Khwaab khuli aankho se dekhe hain abtak
Neend ka ek jhaunka to aur aa jane do

Barf ko buthon mein badalte dekh lene do
kaangri ki zara phir se ek sek aur lene do
Jeet aur haar ka nahi karunga zikr, waada hai
Ghar ke aangan mein ek bar khel to lene do

-


10 OCT 2021 AT 9:45


आंखों पे इल्ज़ाम है ,
देखने का बस इन्हे काम है।

नजरों की कुछ इनायत है,
गुफ्तगू ए इश्क सरेआम है।

जुबां की ये गुस्ताखी है,
के मोहोबत भी हराम है।

-


22 JUN 2021 AT 20:24

Wo log...

Bahut khushkismat hote hain wo log..
Jante hain jo ke bheed mein bhi to wo aakhir akele hi hote hain

Nazariya kuch alag hi rakhte hain wo log...
Maante hain jo ki zindgi to bas kuch palon ki hi to baat hoti hain

Na koi gila, na shikwa rakhte hain wo log...
Akele hi aate hain, akele hai chale jaya karte hain

Kuch alag andaz mein jiya karte hain wo log...
Aane ki to koi aahat nahi, par jaate hue ek tufaan khada kar jaate hain

Bahut akele hote hai wo log..
Jo khud Ruth kar khud maan jaya karte hain...

-


1 JUN 2021 AT 0:50

आंखों पे इल्ज़ाम है ,
देखने का बस इन्हे काम है।

जुबां की गुस्ताखी है,
के मोहोबत भी हराम है।

नजरों की कुछ इनायत है,
गुफ्तगू ए इश्क सरेआम है।

-


8 MAR 2021 AT 11:10

Feminine

To the ultimate feminine
Who bleeds to create future
To the source of creation
That is sacrificing in nature

Embracing the pain of humanity
With ever lasting smile on her face
Rides the never ending cycles of moon
Capable of discovering the unknown

Giving birth to the limitless skies
Countless universes twinkle in her eyes
Sprouting the infinite buds of galaxies
With no expectations of fruits in return

An unexplainable gesture on her face
Inclusiveness as her only expression
Leaves the whole existence untouched
From her innocent and unsaid aspiration

With much care and compassion
minute detailing of her love and joy
manifests with unmatched passion
A small little world of her own

-


8 MAR 2021 AT 11:02

To the ultimate feminine
Who bleeds to create future
To the source of creation
That is sacrificing in nature

Embracing the pain of humanity
With ever lasting smile on her face
Rides the never ending cycles of moon
Capable of discovering the unknown

Giving birth to the limitless skies
Countless universes twinkle in her eyes
Sprouting the infinite buds of galaxies
With no expectations of fruits in return

An unexplainable gesture on her face
Inclusiveness as her only expression
Leaves the whole existence untouched
From her innocent and unsaid aspiration

With much care and compassion
minute detailing of her love and joy
manifests with unmatched passion
A small little world of her own

-


30 JAN 2021 AT 21:43

Befwafaa hun, bada daga - baaz hun

Ishq ka bimaar hun, zara nasaaz hun

Khanah-daari mein hairat-e-andaaz hun

Dosti ka wafaadaar hun, Tera yaar hun

-


25 JUL 2020 AT 10:14

Seekh lena marne ki kala
Jo waqt mile tujhe agar

Khud ba khud aa jyega
Teri ruh ko Jine ka hunar

Jaan jaaye ga jab kabhi
Kurbaaniyon ki asli kadar

Tu bhul jayega zehen se
Aziz-e-dil khone ka dar

-


11 MAY 2020 AT 9:46

Manzoor ho jayegi kaide bamashaqt
hanske saza yeh bhi kubul kar leinge
ho gar tera deedar tasaur-e-khwab mein
To kya khub yeh din bhi basar kar leinge !

-


Fetching Sandeepp Rainaa Quotes