Kabhi kabhi safar itni mushkil hojati hai, ki
Manzil se Mann bhikar jaata hai.
Zindagi ek dard sa lagne lagta hai
Aur, Maut Uss dard ka Marham.
Khuda ka darwaza khat khatane se agar hojate mushkile kam toh,
Shayad aaj tak itne baar uske dar par jaana na padta.
Pata toh hai, andhere ka ahmiyat,
Phir bhi jee roshni ke liye tadpata hai.
-