Kitna acha hota na.. Suj bhuj ki samajh hi na hoti agar... Hote hum.. Aaj bhi na samajh agar...
Shi galat ki.. Pehchan kya hue hai.. Aapas m hi takrar hone lagi hai.. Unki aur humari soch m farak kyu hai itna... Apno se bhi apne dil ki baat na keh paye khul kar.. Aisa kyu hai hota.. Hota kitna acha.. Agar unki aur humari soch m farak na hota..
Kitna acha hota na.. Suj bhuj ki samajh hi na hoti agar... Hote hum.. Aaj bi na samajh agar