PriyaDarsini Dash   (🅿️®️ℹ️y🅰️darsini dash)
155 Followers · 5 Following

read more
Joined 10 April 2020


read more
Joined 10 April 2020
4 JAN AT 22:38

Risto mai mithas bharne k liye mithai,sagun ki nhi
Ache soch ki jarurat hai jo duniya k riwazo ko badalne ki hosla rakhe✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


27 DEC 2023 AT 21:19

Khud se pyar karna khud garji nhi
bhut zaruri hai
✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


25 DEC 2023 AT 22:09

Logo ka ek sadharan sawal ki insan khud bharose k layak hai ya janwar
Aur iska sidha sa jawab hai janwar
Janwar wo taklif ko mehsus kar deta hai jo insan kisi ko bayan nhi kar pata
Aur insan us chiz ka tamasa bana deta hai jisko koi apna maan k usse bataya hota hai
✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


13 DEC 2023 AT 14:12

Log apko kabhi bhi ashani se apna nhi sakte jab aap ek ache insan hote hain
Kyun ki logo ko ye samajh hi nhi ata k is matlabi duniya mai ek acha insan kese ho sakta hai
✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


21 OCT 2023 AT 7:55

Riston ko kharid ne k liye kamiyaab nhi banna
kisi ki muskan ki wajah banne k liye asman ko chuna hai
✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


2 OCT 2023 AT 11:38

Mujhe itna hi kabil banna hai ki
mere apno ko kisi chiz ki khwaish na rahe
🖋🖋🅿️®️ℹ️ya

-


19 JUL 2023 AT 15:49

Samaya k sath chalne k liye samaya ko hi piche chodna padta hai
Ghar ko saaf karne k liye kuch purani yado ko fekna padta hai
Wese hi nayi risto ko sambhalne k liye kuch purane khayalat ko badlna hota hai✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


5 FEB 2023 AT 9:17

Logo ko dikhane k liye jeene me acha hai
Logo se bichad k jeena hai
Hum nonbrand mai b brand hai
Aur kuch branded kapdo mai b bikhari hai
✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


16 JAN 2023 AT 22:12

Zidd karna chod diya humne
Kyun ki zidd ko pyar se pura karne wale papa sath nhi
Aur isse bachpana soch k maaf karne wali maa b sath nhi
Ab zindagi mai kuch nhi chahiye ka lafz istamal kar rahe hai
Kyun k bina bole b samajhne wala mera pariwar ab mere sath nhi
Kyun k beti bulane wali ladki ab bohu se bulayi jati aur zidd apno se hi ki jati hai✍️✍️priya

-


5 OCT 2022 AT 20:20

Charo aur dushhera ka shor hai
Ravan ko jalane mai pura desh mashgul hai
Mata k aagman se buraio ka sanghar hai
Kya sach mai yahi dusshera hai
Nari k sanman mai aaj khud nari hi khade nhi hoti
Hr puruso mai ram k naam mai ravan ka bass hai
Jivan ki hr dohraya mai nari hi nari k khilaf hai
Bas ravan to ese hi badnaam hai
Pehle hr nari maa durga ki tarah nari k dharm mai khadi ho
Fir sahi mayene mai dusshera ki utsav desh mai ho
✍️✍️🅿️®️ℹ️y🅰️

-


Fetching PriyaDarsini Dash Quotes