Ñehà Ràñgrezz  
5 Followers · 1 Following

Alhumdulillah for every thing
Joined 7 April 2020


Alhumdulillah for every thing
Joined 7 April 2020
22 MAR 2022 AT 21:22

Mohabbat ka ehsaas,
Alfaaz se nhi,
Bartaav se zahir hota hai.

-


10 MAR 2022 AT 18:16

Zindagi

Samajhdar wahi hai jo halaat aur waqt ki nazaaqat dekh sambhal jaay..
Kyunki...
Woh log aksar bikhar jaatein hai jo dil se kaam lete hai...

-


23 FEB 2022 AT 16:33

In'sha Allah.

Ummeed hai,
sabr hai,
yaqeen hai

Aur "TU"har pal maangi woh DUA hai.
Jo bs (QUBOOL HAI),kehne pr poori honi hai.

Nehà ràñgrezz:-

-


17 FEB 2022 AT 19:02

Zyada khush hona bhi dard deta hai..
Badal kar aansuo mein bohot takleef deta hai..
Sochtein hai...khush rahe par
Dil banawati khushi mehsoos hi nhi krta hai.

Neha ràñgrezz

-


14 FEB 2022 AT 17:11


Sometime we can't understand the ache of second person. they are suffering from lot of stages those are difficult and unstable. similarly, muslim shehzadiyaan fight for their islam, their hayaa, their safety and their rights.
Islam never say that BURKHA is a cage for the girls, besides BURKHA or HIJAAB works like a protector.

Islam is a beautiful mazhab.
Respect and obey All mazhab and their huqm.

Neha Rangrezz

-


16 JAN 2022 AT 7:06

Ajab si uljhan mein hu.
Samajh nhi aa raha.
Use Haqeeqt se rubaru kru.
Yaa,jaisa hai wese hi chalne du.


Nehà ràñgrezz-

-


12 JAN 2022 AT 8:47

Manzil hai door,
Safar hai lamba,
Bs saath dena,
Phir,
kya hi h kuch kehna.


Neha Ràñgrezz-

-


10 JAN 2022 AT 0:00

"Dear Comrade"❣️

You Fight For Me,Care About Me, Emotional For Me.
When I Need,You Always Be There For Me And Always Support Me In Any Condition.
Thankyou So Much For Be My Comrade

Neha Ràñgrezz:-

-


31 DEC 2021 AT 20:12

Ho gayi hai aadat si tumhari..
Dua hai bs woh pal naseeb mein na ho jis pal tu mere saath ho...


Neha-

-


2 NOV 2021 AT 20:15

Hmm

Kabhi kabhi toot jaati hai himmat bhi..
Kabhi kabhi bhool jaatein hai zindagi ki raahein bhi...
Par..kabhi kabhi koi esa shaks takra jaata hai ki jeene ka sabab aur wajah de jaata hai...

Neha ràñgrezz

-


Fetching Ñehà Ràñgrezz Quotes