Nasar Ata  
8 Followers · 1 Following

read more
Joined 10 May 2022


read more
Joined 10 May 2022
6 HOURS AGO

We think to create the life as per we all deem
Plans get eroded but it's doesn't say don't dream.

-


3 MAY AT 21:41

Zindagi to saari guzri maekhano k darwazo par
Ab bhi agar mil jaye vo to dekhe khud ko badal kar

-


1 MAY AT 23:28

Aj bhi hum dekhte hai khwab guzre waqt ka
Samajh hi nahi aata khush ho ya kare shikwa.

-


30 APR AT 1:44

Ab baaqi kuch na raha Mere wajood mai
Kab tak bhatakna likha hai muqadar mai
Kahi to ruke sukoon de ae zindagi humko
Warna abaad chehro mai bhi verana dikhta hai.

-


29 APR AT 9:06

Mere kalaam mai hamesha apko kuch Dard hi milega,
Ye harf wahi samjhega jisko zindagi ne Dokha diya hoga.

-


29 APR AT 9:00

Chehre par aaj unke ek Dard sa dikha hai
NaJane kis gareeb ki asar e dua ka sila hai

-


29 APR AT 8:50

Ye us daur ki baat hai jab sab masoom the
Waqt guzarta raha aur dil siyah hote gaye.

-


28 APR AT 7:00

Andhero mai chiraag aur ra'ton mai chand samjha tumko
Siyah dil tha tumhara kabhi roshan Jo dikha ho humko.

-


28 APR AT 6:00

Kuch saza un gunah ki Jo kiye hi nahi
Itne Baras guzar gaye sabr mila hi nahi.

-


27 APR AT 20:29

Umr guzar di k tum humko ab to apnaoge
Gharwale nahi manenge, kab tak daraoge.

-


Fetching Nasar Ata Quotes