Jindagi yun hi asan nhi Hoti hai..DM.. Jise Ane dena ho..DF .. Wo yuhi doudkar ata hai.. Jise Ane nhi dena ho zindagi me.. Sau Lock 🔒 laga deta hai.. Phir dhundate baitho chabi 🔐.. Zindagibhar...
Aaj shyam ho.. Ya kal.. Kya farak padata hai.. Meri zindagi main subah.. Kabhi n hogi.. Kyun ki subah ko.. Grahan laga hai.. Aur.. Suraj roj nayi .. Chandani dhundta hai... Chamak ne ke liye..
Dil ..yun til-tilkar marane ke liye.. Nhi hota hai yaar.. Gume zindagi me .. Pyaar ki puhar bhi zaruri hoti hai.. Chhata pyaar ka ho ya barrish ka. . Hona jaruri hota hai..