Keerti Mishra   (#Activesoul)
2 Followers · 9 Following

Joined 9 January 2021


Joined 9 January 2021
21 MAR 2021 AT 21:27

Jiss din ab milenge tumhe dekh kr muskuraayenge
Awaargi kya hoti hai ab tumhe hum bataayenge

-


17 JAN 2021 AT 11:26

Tanhaai ka jo nasha chadhe janaab
To saraab kya sabaab kya
Jo zindagi hi be aabru krne pe aaye to fir
Lihaaj kya hijab kya

-


15 JAN 2021 AT 0:58

Dil udne ko hua betaab jo sabnam-e-bahaar dekh to pata chala avi ek dard-e-bisaat ki sab-e-barsaat baanki hai

-


15 JAN 2021 AT 0:18

Har baar iss kadar tut kr bikharne k baad v khud hi samabhalte hn hum
Fakat Haar ki dehliz pe jaa kr jitne ka hunar jo rkhte hn hum

-


14 JAN 2021 AT 14:18

Kati patang si hona chaahe ab ye dil
chaahe saara jamaana hi niche khare reh kr tamaahsa dekhe
ye to hawaaon k rukh k sath bus ek aur uchhi mukaam hi paana chaahe

-


Seems Keerti Mishra has not written any more Quotes.

Explore More Writers