Istaque Ali   (Istaque Ali)
2 Followers 0 Following

read more
Joined 9 November 2021


read more
Joined 9 November 2021
4 APR AT 3:16

Bari mushkil sey tere taraf lauta hu ya rab,
Aab mujhe kisi aur ka na hone dena.

-


3 APR AT 2:35

Samandar v hairan tha mujhe dubta hua dekh kar!
Ajeeb shaksh hai…..

Kise ko pukar kyu nahi raha……

-


25 MAR AT 1:54

Teri khushi k khatir apna arman ko mita diya,
Aisa kya kami paye aunho ney jo mujhe he thukra diya!

Arey unhey kya khabar meri mai kis dard sey her roj guzarta hu,
Waqt mile tto waqt sey puch lena zara kya mai tere bagair gee sakta hu.

-


24 MAR AT 2:32

Kaha talash karogi tum mujh jaisa,
Jo tumse juda v rahe aur tumsey he mohabbat kare.

-


21 MAR AT 21:21

Ham andhere may thy tto sahi tha,
Kyu ki akshar pyari ki roshni dey kar log
Dushrey ko dokha detey hai.

-


20 MAR AT 1:17

Mout aur Mohabbat,
Mukammal Insan Mangti Hai!

-


17 MAR AT 21:34

Waqt badalta hai na kismat!
Na waqt badalta hai,
Aur na badalta hai kismat,

Humane tto intazar mai sirf logo ko badalte dekha hai.

-


8 MAR AT 19:30

Mera dil tto meri tarha hai
Jo ausey aaj v chahata hai,

“Aur auska dil v tto pathaar jaisa hai
Jo bilkul auski tarha hai.

-


29 FEB AT 23:10

Kitna azeeb hota hai na insan ki fitrat
Nishaniyon ko mehfuz rakh kar shakhs Kho deta hai”

-


26 FEB AT 22:14

Koi aisa waqt nahi hai jab hum tumhey
Yaad na kiye,
Agar waqt ka zuban hota tto wo khud
Baya karta.

-


Fetching Istaque Ali Quotes