Dr. Ruhaniyat❤️   (©Dr. RUHANIYAT)
1.4k Followers · 6.8k Following

read more
Joined 15 October 2018


read more
Joined 15 October 2018
23 MAR AT 0:34

Hamare mashrey me ladkiyo ke saath aaye din badtameezi aur molestation tak ke khabar raite ki trah failey hote. Aur iss par jab baat nikalti hai to log kehte hai ki beto ko betiyo se zyada maa baap ko sanskaar deni chahiye. Ye sahi bhi hai, par Issey bhi zyada jaroori hai ki maa apne bacho ki, ladka ho ya ladki sahi waqt par shaadi krey, thoda expenses badhega lekin ek bachhey/bachhi kum paida krey uski jgah par ek bahu/beta ko de. Bachey gunaah me mubtila hokar career nhi bna paa rhey hote aur parents iss baat se preshan rahte ki career hogi to shaadi hogi lekin sachhai yahi hai shaadi hogi to zimmedar hoga insaan aur career khud bekhud hone lgega kunki fir insaan yahi sonchega ab paane keliye sirf career hi rha. Kehte hai aane Wale log apna rizq khud laate hai nhi to MAA KO DOODH BACHHEY HONE KE BAAD HI KU HOTA?

-


22 MAR AT 1:26

Kisi bhi chiz ka faisla wahi kar sakta, Jo dono traf ki sune. Aksar ladai ho jaati hai aur hum ek dusre ko bura bhla kehne lgte hai lekin sachai yahi hai ki sirf Allah paak hi dono traf ke haalaat jaante hai. Isliye hume chahiye ki dard ho, peeda ho, bahut chot khaye ho, bahut nuksaan hogya ho to bhi chahiye ki dil hi dil me ye sirf keh de ki, Ae mere parwardigaar mai apne halaat ko teri adalat me rakhta aur tujhse sabr aur insaaf maangta hu, beshak tu sabse acha insaaf krne walo me se hai.

-


20 MAR AT 21:38

Q:- Do you think Death is a curse?
A:- Actually, No. It's a freedom from the heaviness of mass, bone, water & elements of the body. It's a freedom from the daily maintenance of the body i.e.., eating, sleeping, rushing to the job, for the money. It's freedom from pain, sorrow, stress, anxiety, depression, desperation, fear from attachment of belongingness to all the material things, living creatures. It's that happiness after which there is actually we don't have any problems. So, never curse the death & God for making it inevitable. Death brings peace to the body & soul.

-


20 MAR AT 20:55

Q:-Does miracles happen in life?
A:- Yes, it happens & it is your strong belief that makes this happen.

-


20 MAR AT 3:15

Aap jab bhi kisi ko bahut acha ya kisi ko bahut bura dekho, to janne ki koshish kro ki unke parents kaise rahey hai, to apko pta chalega, inki achhai unke walidayn ke achhey karm hai aur abb ye sukoon unke karmo ka fal hai aur agar wo sakhsh bahut bura hai to ye unke walidayn ka zindagi ka hisaab hai jo besukooni bankar aayi hai. Aur ye generation wise repeat hota hai.

-


20 MAR AT 2:48

Mai jab bhi chentee(ant) ko dekhta hu to sonchta hu, "kitne perfection ke saath, Allah paak ne isey bnaya hai, fir zindagi me hone wali hulchal, duswariya kya mere sone Rab ki imperfections ki nishani hai?"

Nhi nhi Mr. Perfectionist (Allah S.W.T) ne fir Jo bhi halaat zindagi me paida kiye hai, kuch sonch samajhkar hi kiye honge.

-


20 MAR AT 2:26

Pyar paane keliye pyar dena padta hai aur jab pyar me hisaab kitab shuru hojaye to akhiri me sirf faayda ya nuksaan hi bachta hai.

-


20 MAR AT 1:37

Jo insaan apne dushman ke baare me v acha guman karta ho, uski zindagi me koi dushman hi nhi ho aur fir ek aur ek, eklauta dushman uski zindagi me paida ho jaye aur wo uspar lanat bhejne lge to samajh jao, kisi ne uska nhi balke apne sone Rab ka dil Tod diya ho. Uske har tadap ke saath farishte ro rhey hotey, arsh-o-farsh hil raha hota.

-


19 MAR AT 0:38

Q:-Education ku chahiye?
A:- Iski Kai wajah ho sakti hai, meri Nazar me teen important wajah:-
1) Rozi roti keliye.
2) behtar insaan banney keliye
3) apne liye awaaz uthane keliye, legal tariqe se lad Jane keliye.

-


18 MAR AT 2:57

Mai jab bhi preshan hota hu kisi baat par, to khud ko kahta hu," Sab thik ho jata hai bus thoda waqt lgta hai"

-


Fetching Dr. Ruhaniyat❤️ Quotes