Kuch sawal hai mere jo mujhe tumse puchna hai .
Kya abhi bhi chain ke nend so jati ho tum,
Kya abhi bhi mohabbat ke nam se sawera hota hai tumhara,
Yaad hai ,ki bhul gaye abhi bhi Ashik ya ar hai tumhara,
Or wo jo har baat pe kehati thi tum,
Ki yar dar hai koi ajaeyga,
To yahi tha kya tumhara pyar nibhana,
Abhi bhi dekhta hu tumhe band akho me purani yaade or kuch nami leye,
Phir puchta hu ye sawal ki,
Zaruri tha jana tumhara?
-