Kiski talvar par sar rakkhu ,ye to bta do muje Mohabbat karna agar khata hai to shaja do muje Ishk ke history likhane wale,me agar galat hu to fir mitta do muje
Manjil se aage badkar Manjil talash kar Tujko dariya mil jaye To samundar ki talash kar Har shisha tut jata hai Pathar ki chot se Pathar hi tut jaye Yesa shisha talash kar
Kisi ko dekhu ya na dekhu Ek shaksh ko dekhana hai Aa gaye hai samne vo haqkikat hai ya sapna Log kab kaise eid manate hai vo hi jane Ham to chahe jab bhi eid mna le kyuki chand to hamara apna hai