(ALFAAZ)
6 Followers · 15 Following

Joined 8 August 2020


Joined 8 August 2020
27 JUN 2021 AT 8:27

https://youtu.be/37q3gpH6JAc

Mere dost kaa YouTube channel hai please like share and subscribe kare

Channel name - Ghumantu singh

-


10 APR 2021 AT 21:51

Samajh nahi aa raha ki Us kahani ko sunane ki suruaat aakhir Kahan se karoon?
jo suru hone se pahle hi khatm ho gai

-


9 APR 2021 AT 16:23

Maanta hoon wo meri adhuri mohabbat hai
Par wiswas karo us saa kisi aaur ne mujhe aaj tak nahi samjha.

-


8 APR 2021 AT 21:00

Bandishe bahot hai unpar aaj kal yahan tak ki kaid me rakha gaya hai unhe unke kamre me

-


6 APR 2021 AT 17:30

Silsila-e-sukoon yun hai
Jaise ki main mar gaya hoon.

-


5 APR 2021 AT 9:53

Hum us raat ko saher ki ek haseena ke chakaar me khud ke dil par waar kar baithe.
Nikhe to the badi berahmi se katl karne unkaa,
Par kambakht pyaar kar baithe.
Hum khud ke dil par waar kar baithe.

-


4 APR 2021 AT 18:15

Gujar hi raha tha apni gardish se ki tera makan yaad aa gaya ,
socha ki mil lun tumhe muda hi tha teri gali me ki mujhe tere baarat kaa wo karwaan yaad aa gaya.
Oh juban fisal gayi meri khair tera kya hai alfaaz tu to fisal hi jata hai har jubaan se main sambhal hi raha tha ,
ki tera Usdin jubaan ka fisal jaana yaad aa gaya.

-


4 APR 2021 AT 17:55

Ae Chand is chandni raat me bhi wirha ki chadar kyun lapete baithe ho tum,
Meri mohabbat poochti hai.

-


4 APR 2021 AT 17:25

Hakikat ko kahi badla nahi jaa sakta
Par sapna kabhi kabi sach bhi to hota hai

-


4 APR 2021 AT 17:20

Dua karo dosto ki ye pal yahi
thahar jaaye
Use kisi gair ke baahon mein dekhne
se pahle mujhe marna hai

-


Fetching Quotes