Duniya sabse jyada pyar karne wala mard hotha hai Duniya main sabse jyada pyar karne wala mard hotha hai But apni aukat pe uthar aaya to Wahi sabse bada khalnayak hotha hai
Waqt sab khuch sikha deta hai Pyar aur mohabat ki asliyat bata deta hai Yu to hum hi nadan the unkhe pyar mai Warna khudha bhi ek Ishara sab ko deta hai