Wo chandni raatein
Humari beshumar baatein, arre yaar rehne do
Wo jhumka, teri kajal aur tumhari muskurahat
Ab toh sirf yaadein hai, rehne do
Yeh sadakein, yeh baarish
Aur wo kulhad ki chai bhula nahi main
Dheere dheere kahan kho gaye hum
Ab inn baaton ka koi fayida nahi, rehne do
-