17 JUN 2018 AT 16:46

Ghazal Ka Ma'ana haiin Mehboob Se Kalaam Karna, Uski Fariyaad Karna, Uski Taareef Karna, Us se Aajizii Karna, Usko Manaana, Muhabbat ka Izhaar Karna... DarAsal Ghazal Mehboob Se Guftaguu Karne Ka Raasta haiin, Ghazal ka Matlab Maashuuq-o-Maashuuqa ke Darmiyaan ki Baat-chit...!!!

Aesi hi Ek Ghazal Pesh haiin Aapki Khidmat me, Jise Ham bhi Kabhi Pesh karenge Us Mehbooba ko Jab Hame wo Kabhi Milegii...

CHECK FULL GHAZAL IN CAPTION...

@talhaaWrites 'Fanaa'

- @talhaaWrites