Mujhe marta ku tu prani
Mai teri kalyaani hun
Janamdhaatri samasta jano ki
Re prani mai nari hun!
Jine ka adhikaar tumhara hai to, nari ka v nara hai
Jine do hamko jeene do, jeevan ki vayu pine do!
Ling na jaach karaao tum, thodi si taras to khao tum
Bhrunahatya na karao tum
Mar kisi kanya ko, ghor paap na kamao tum! Na mange wo tujhse doulat, bas jeene ki do usko mohlat, rahne ko usko chav na dena
Chune ko usko pav na dena, ho sake to
Bas itna karna, janm se pahle mar na denaтЫД! ,!
# # #bhrun Haryana aur naari ke Samman k sandarv me visesh # # # #
-