QUOTES ON #URDUSHAYARI

#urdushayari quotes

Trending | Latest
4 HOURS AGO

Lipat kar roye bahut us khasta makan se
Saja tha har ek kona jis ka muskan se
Na jane kyun ab har shai udas lagti hai
Rangon mein shokhyan milti nahi hai
Safed aur kala rang
Bayan karta hai har kisi ka man
Mulaqat khushi se muddaton hoti nahi hai
Bas ek khamoosh ghadi chalti rehti hai
Dekhiye kab in ehsaas se
Dil-e-masoom ko najat milti hai
—-

-


5 HOURS AGO

Ladkhadaye qadam to dekha hai
Kisi apney ne hi paththar phainka hai
Palat kar bas ek nazar tairana dali
Phir beaitenai se khud ko sambhala hai
Yehi duniya hai ke sab hota yahan hai
Paraya Apna,aur apna begana hota hai
Usloon se bharey is nagar mein
Kya kya chin liya jata hai
Ladkhadaye qadam to dekha hai
——-

-


9 HOURS AGO

अब हैं जो किसी हस्ती के मालिक
हम अगर कुछ न होते तो भी तेरे आशिक़ होते

-


10 HOURS AGO

Manazir raqs kartey hain un shokh lamhon ke
Jab chand ki katori mein khawab chamktey they

مناظررقص کرتےہیں اُن شوخ لمحوں کے

جب چاند کی کٹوری میں خواب چمکتے تھے

-


16 HOURS AGO

तुम हमसे अब दूर रहने लगी हो
लगता है हाल-ए-दिल अब किसी और से कहने लगी हो💔

-


20 HOURS AGO

Yu meri aankh na khuli mere marny k baad
Yu mai mehrum rha tere deedar se

-


22 APR AT 19:26

Waqt-e-mushkil Aye! Rab bas yehi yaad hai
Sajdey mein gir kar tujh se rabta kar loon

وقتِ مُشکل اے! رب بس یہی یاد ہے

سجدے میں گر کر تُجھ سےرابطہ کر لوں

-


22 APR AT 19:17

Waqt-e-mushkil Aye! Rab bas yehi yaad hai
Sajdey mein gir kar tujh se rabta kar loon

وقتِ مُشکل اے! رب بس یہی یاد ہے

سجدے میں گر کر تُجھ سےرابطہ کر لوں

-


22 APR AT 19:02

دشتِ دہر خوفناک ہونےلگاہے

وحشی صفت بشر ہونےلگا ہے

کچل کر دل دیکھتا ہے تماشہ

معیارِ انسانیت گرنے لگا ہے

Dasht-e-daher khaufnak hone laga hai
Wehshi sifat bashar hone laga hai
Kuchal kar dil dekhta hai tamasha
Mayar insaniyat girne laga hai

-


22 APR AT 9:44

हाथ में हमरे जाम नहीं,
ऐसी तो कोई शाम नहीं।

राम से फ़कत सियासत है,
सियासत में कोई राम नहीं।

अब कर्ज़दार भी कहते हैं,
उन को हम से काम नहीं।

सच मानो सब कायर हैं,
शायर जो बदनाम नहीं।

माँ- बाबा के चारों पग,
क्या वो चारों धाम नहीं।

बदनामो- कम नाम सही,
पर 'अंकुर' गुमनाम नहीं।

-