Shayad tumhe pata nahi hai ki tumhaara meri zindagi mein hona kitna zaroori hai,
Mein apne saare gum bhul jaata hun jab tumse baat karta hun,
Meri har takleef ek pal mein gayab ho jaati hai jab tumhaara call ya text aata hai,
Mein tum par apna dil haar jaata hun jab tum kehti ho ki mein hun na sab thik ho jayega,
Wese to mere pass kuch bhi nahi hai par sab kuch hai mere pass agar tum saath ho!!
-