Kareeb hoke dil se dur jaya na karo humse,
Hai kya pareshani khul ke btaya karo humse,
Yaar hai tu mera kbhi jana nhi dur tu humse,
Aayegi pareshani palat kar dekhna tera yaar khada hai kabse,
Tune to chupaye hai sare dard-o-gum humse,
Us gum ko na pad paye to sala hum dost bhi kis kam ke,
Tere har gumo ko bhulane ka wada hum karte hai,
Ruth jaye gar yar humara to jamane se bagawt bhi hum kiya karte hai...
-