Kuchh khafa-khafa se lg rahe,,,, ho koi khata kiya kya humne?
Apni mithi si narazgi,,, hume bata diya na tumne!
Jo hua use bhulakar saath safar krte hai zindagi ka...
Chalo ab man jao yaara,,,us glti ka saza diya na tumne!
Ke ab nahi bhulunga wo raasta, jo tumhare dil tak jati hai...
Mere bhul jane ki bimari ka dawa diya na tumne...
-