Jhoot KO sach batana,
Aadat thi tumhari.
Ussi jhoot KO sach maan lena
Kya yahi gunah thi humari?
Vada karke mukar jana,
Fitrat thi tumhari.
Aur uss vaade ko aaj tak nibhana
Shayad yahi kismat hai humari.
Kismat ne tumhe humse durr kar diya,
Sachai ko humare samne laa kar khara diya.
Phir bhi tumhe bepannah chahna,
Kya kare,yahi to mohabbat hai humari.
-